Bloggers Ke Liye Important Tips & Tricks [Hindi] 2020
Bloggers Ke Liye Important Tips & Tricks [Hindi] 2020
Online paise kamane ke liye Blogging sabse best
Tarika hai. Yadi koi Ghar bethe paise kamana chahta hai to uske liye blogging sabse best Tarika hai. Aaj ke jamane mein har koi blogging kar raha hai aur bahut se log is field me aana chahte Hain agar aap bhi apna blog banana chahte ho to aapko kuch bate Janni bahut avashyak hoti hai. ham is post mein batane Wale Hain ki "beginner blogger ke liye 50 jaroori tips and tricks."
Kya aap bhi apna block banana chahte ho?
Toh main aapko Bata du ki aaj ke samay mein blog banana bahut hi aasan hai. Kyuki aap ko bahut sare tools mil jayenge, jiske through aap apna blog bana sakte ho. Agar ham bat kare ki isme sabse zyada Kathin kya hai to vo Success pana hai. Ji haan, main Apne blogging career ke a Anubhav se bata sakta ki blogging mein main safalta pana bahut mushkil hai Lekin namumkin nahi hai doston.
नए Bloggers के लिए mportant Tips & Tricks 2020[hindi]:
Most Important Tips and Tricks for Beginner Bloggers2020.
Ham is post Mai batane vale hai ki ”Beginner Blogger ke lie 50 jaruri Tips and Tricks.”
Blogging for YouTube dono online paise kamane ka ek bahut accha Tarika hai blogging ka feature lekhan YouTube ka koi future nahin hai kyunki YouTube policy mein regular changes kiye ja rahe hai.isse ye pata chaljata hai ki YouTube ka koi Bharosa nahi hai. Lekin blogging ek Aisa Tarika hai jisse aap anek tariko dwara unlimited earning kar sakte ho.
Pure Internet world me hajaro sites/blogs hai or inme bahutsare log iske madhyamse lakho ki earning kar rahe hai. Har din sekdo blogs banaye jate hai taki usse achhi earning kar paye. Parantu inme se kuchh hi log Apne blog ko sahi tarike se maintenance karke use safal bana pate hai. Darsal, blogging me safal hone ke liye naye Blogger Ko kuchh bate Janna bahot aavshyak Hoti hai.
Kisi bhi kamme success hona chahte ho to us kam Ko ek race samaj kar use complete karo. BLOGGING me bahotsare compitition hote hai. Abhi ke samay me kisi bhi blog ko success level tak le jana ek bahut bada compitition Ko jitna hai.
Agar aap blog banane ki planning karna chahta ho ya fir pahle se apna blog bana Liya hai to aapke liye ham kuchh khas or important tips batane vale hai. Me apni experience ke hisab se yah sabhi tips aapko batane vala hu. Agar aap inhe follow karte ho to aapko blogging me bahut jaldi hi safalta mil jayegi
नए Bloggers के लिए 50 Important Tips & Tricks 2020:
Most Important Tips and Tricks for Beginner Bloggers.
- Success doesn’t happen overnight: naye blogger ko ye baat Janna bahut jaruri hai ki blog banane ke bad turant hi success nahi mil pati hai. ek Raat mein aap ek accha blogger nahi ban sakte ho abhi aap ko bahut mehenat karna hoga.
- Start atlist one blog: agar aap pehli Baar apna block bana rahe hai to ek hi blog banaye aur usi mein work Kare yadi aap starting mein hi multiple blogs Bana lete ho to success Pana aapke liy pahad jaisa hoga.
- Tell your story to audience : agar koi aapke blog mein main first time visit Karega aur use aap kab log accha laga to tu hua aap ke bare mein janna chahega isliye ye apne block mein about us page mein Apne bare mein detail mein bataye agar ho sake to kabhi kabhi post mein Apne bare mein bhi thoda bahut bataye.
- To Be your audience: aap Apne blog Mai admin ke rup Mai nahi Balki visitor ke rup Mai visit kare or soche ki isme kya hota to zyada achha lagta. Is tarah se aap Apne blog ko usefully and good looking Bana sakte ho.
- Write original content : jab koi naya blog banta hai to aksar vo copy paste ke chakkar me hota hai.esa karke vah Apne future Ko thukra Raha hai.agar aapko ek powerful blogger Banna hai to kabhi bhi Apne blog me copywright content na dale.
- Understand your audience: Apne blog me jitne readers ya visitors aate hai,unko achhe se Janne or samajne ki koshish kare mera matlab tha ki aapke visitor ko kesa post zyada pasand hai.or unke suggestion Ko Apne blog me improve kare.
- Don’t Choose Many Topic for one blog : sabse pahle me aapko batana chahunga ki aapko jis topic par interest or Puri jankari hai,usi Ko ek neech banakar aage bade aur Aisa karne par main Bata du ki aap apne blogging career mein 100% safal hoge.
- Write as if you are teaching to someone : jab bhi aap Apne blog ke liye article ya post likhte ho to Jaise hamare teacher hame padhte the vese hi samne Wale Ko student samaj kar likhna chahiye.
- Choose top TLD domain name for blog/website : bahut se log .rocks, .biz, .co domain Ko like karte hai.yah kharidna bahut easy hai or low price me milta hai. Sabse badiya hoga ki aap top level domain name chuse kare jese.com, .net, .org .
- When you have organic traffic Don’t be afraid to invest in your blog: agar aapko SEO ko knowledge hai or apke pas organic traffic aa raha hai. Or agar aap ko kam samay mei Apne blog bahut upar le Jana hai to kabhi kabhi paise kharch karne mein kanjusi Na Kare domain,hosting,design or writter Ko higher karne ke liye pesa invest kare.
- Blogging is very hard : bahut se log ye sochte hai ki Blogging bahut aasan hai.or isme traveling zyada karna padta hai. Isliye me aapko batadu ki ek safal blogger Ko pure world ki traveling karna padta hai. Lekin Abhi aap naye ho or isme Dhyan denge to saflta bahut mushkil ho jayegi.
- Blogging Requires the Time: Agar aapke pas samay nahi hai or aapne blog Bana Liya Hai to isse aapko fayda to nahi Lekin nuksan zarur hoga.agar aapko ek achha blogger Banna hai to daily Apne kuchh gante dene hoge.
- Nobody is going to care about “you”: agar aapne Apne blog pe kuchh hi post likhe ho or log aapko support nahi karrahe hai . To aap is chij par Dhyan na de aapko ye nahi dekhna ki mere blog me comment kyo nahi aarahe hai. Balki aapko regular apna new post publish karte rahna hai.
- Be consistent: aksar me ye dekhta hu ki jab kisi ke blog me achhe achhe content rahne ke bavjud support nahi mil pata hai to blog me work karna chhod dete hai.esa nahi karna chahiye kyoki aapne mahenat se post likha hai to aapko uska result ek na ek din zarur milega.
- Keep going : sabse pahle to main aapko Apne bare mein Bata deta hoon ki main Apne blog ka traffic report kabhi nahi dekhta hoon kyunki Mera gol traffic pana nahi balki logo ko helpful information dena hai aaj nahi to kal mujhe isse benefit milega hi. isliye main aapse bhi kaha na chahunga ki aap abhi ye mat dekho ki aapke Facebook page mein sirf 10 likes blog mein 20 visitors aur earning 0. Abhi yeh sab aapke liye blogging se picha chudane ka kaam karege.
Conclusion,
Samay bitne ke sath sath blogging or bhi zyada difficult hota ja Raha hai.ese me agar aap Apne aapko ek safal blogger ke rup me dekhna chahte ho to bahut hardwork karne ki jarurat hogi.abhi competition karke hi aap blogging me safalta prapt karsakte ho.upar batai gai bate Dhyan se padhe or use follow karne ki koshish kare.
Samay bitne ke sath sath blogging or bhi zyada difficult hota ja Raha hai.ese me agar aap Apne aapko ek safal blogger ke rup me dekhna chahte ho to bahut hardwork karne ki jarurat hogi.abhi competition karke hi aap blogging me safalta prapt karsakte ho.upar batai gai bate Dhyan se padhe or use follow karne ki koshish kare.
Umeed karta hu ki aapko yeah post pasand aaya hoga aur apne is usko padh kar kuch accha sikha hoga is post se related sawal puchne ke liye comment Karen is post ko Apne dosto ke sath social media main share jarur Kare.
Important Tips & Tricks फॉर ब्लॉगर seo [Hindi] 2020
blogger seo in hindi
wordpress seo in hindi
new wordpress seo in hindi 2020
Bloggers Ke Liye Important Tips & Tricks [Hindi] 2020
Reviewed by gk_plus_knowledge
on
21 July
Rating:
No comments: