Wordpress ka password kaise badle/reset kare? Simple Methods | how to change WordPress password in hindi. | By guru techtalk
Wordpress ka password kaise badle/reset kare? Simple Methods. | how to change WordPress password in hindi
kya aap blogging karte hai ? Agar ha to aapko ye jarur pata hoga ki WordPress kya hai.or ye wordpress ne kistarah blogging ko har tarahse logo ke liye aasan banadiya hai.or ham apni login istemal karne ke liye iske dashboard ka istemal karte hai. Or hame login karne ke liye I'd or password ka istemal karna hota hai par kaibar kya hota hai ki ham apna password bhuljate hai.to aaj ham aapko batayenge ki
Wordpress ka password kaise badle/reset kare? Simple Methods. | how to change WordPress password in hindi
Kya aapbhi apne wordpress ke login page se login nahi karpa rahe to ye post aapke liye bahot sahi purvar hogi kyoki isme hamne sabkuchh step by step samjaya hai.agar aap Janna chahte hai ki WordPress me login na karpane ke kya kya reason hai tu yahan aapko aapke sawal ka jawab jarur mil jayega. har kisiko login karne mein kabhi Na kabhi yah pareshani face karni padti hai. Kai baar to password Sahi hone par bhi ye ham login nahi kar pate or vovhame password galat hai ye show karta hai. Khyber technical issue ho jata hai tu kai baar file corrupt ho jane ki baje se hamein password reset karna padta hai. Wordpress ka password kaise change kare | (how to change wordpress ordPress in Hindi)
Is post main aap ke har problem ka solution mil jayega.
Wordpress ka password kaise badle/reset Karen | (how to reset wordpress password in Hindi)
Hum sabhi jaante Hain k wordpress blogging ki dunduniya Mai sabse best Mana jata hai aur sabse jyada istemal hone wala platform hai. Aur is platform par blogging karne ka ek fayda yah bhi hai ki ek blog kaisare writer likh sakte hain. Aur har writer ka khud ka login detail hota hai. Ha user ke liye alag alag password aur ID banai jati hai.
Aajkal technical ka jamana hai isliye hamein Kai sare account banane padte Hain jaise ki banking ka ya FIR kisi app ka tu aise mein kai baar hum Apne wordpress ka password bhul jate Hain ya FIR confuse ho jate Hain. Ab aisi condition mein hamare paas sirf ek rasta bachta hai. Hawa hawa mein apna WordPress password reset karne ki jarurat padti hai.
Kai baar to kya hota hai ki humne password Sahi Dala hota hai lekin kuch technical issue ki vajah se hame hua wrong password display karta hai.
Wordpress mein user or password badalne ke bahut sare tarike hi vo main aapko yahan bataunga.
Wordpress ka password badalne yeah reset karne ke tarike
Ab aapko yaha samajhna hoga ki aap ke account me kya problem Hui hai. Jiski wajah se aap log in nahi kar pa rahe hai. Tu Chali jante Hain ki wah kaun se tarike hai ki jis se humApne wordpress ka password Badal sakte hain ya reset kar sakte hain vah bhi kisi ki madad liye bager.
Me aapko total 4 tarike se wp-password badalna or reset karna sikhauga.
1. वर्डप्रेस WP-admin Login Panel से पासवर्ड रिसेट करें
2. Hosting के Cpanel में जाकर वर्डप्रेस पासवर्ड रिसेट करे/ बदले
3. phpMyAdmin से पासवर्ड रिसेट करें
4. phpMyAdmin में wp-users के अंदर पासवर्ड रिसेट/बदलने का तरीका
Yeh wordpress password Ko badalne ka ya reset karne ka sabse aasan aur basic Tarika hai.
Isliye hame simply login panel mein jaana hai aur lost your password ? par click karna hai.
Uske baad hamein username ya FIR email ID dalni hai or bad mein get password par click karna hai.
Bus iske baad hame e-mail mein password reset karne ki link mil jati hai aur hum wahan se apna naya password generate kar sakte hain.
Is method ka use karne ke liye hosting provider company dwara diye jane vali cpanel mein login ho jana hai aur installed app yeah web application par click karna hai vahan Wordpress par click karenge or yaha Apne blog ko select karke setting per click karna hai.
Jaise hum is par click karte Hain niche hamein user id aur password ka box mil jate hai yahan se hum user id aur password Dono change kar sakte hai.
Iske baad save all per click kardenge.
Iske baad save all per click kardenge.
Finally humne username aur password dono saath mein reset karna sikha aur aap ye janchuke hoge ki ye Kitna aasan hai.
3. PHPmyAdmin se password reset kare.
Yeah wordpress ka password change karne ka sabse advanced Tarika hai. Kaibar kya hota hai ki hum c panel main SEBI login nahi kar paate technical issue hone ki vajah se ya kisi error ki bajese tab hum is method ka use karke bahut aasani se login Ho paate Hain.
Upar bataye Gaye dono toriko mein jab error Jo hota hai hi jab hum bahut pareshan ho jate Hain aur doston jab aap bahut pareshan hote Ho tabhi aap kuch naya Sikh padhte Ho.
Upar bataye Gaye dono toriko mein jab error Jo hota hai hi jab hum bahut pareshan ho jate Hain aur doston jab aap bahut pareshan hote Ho tabhi aap kuch naya Sikh padhte Ho.
Is method Me bhi hame sabse pahle Apne cpanel me login lona hai. Vaha database ke niche PHPmyAdmine me jana hai.jaha par pahele Apne domain ka data base select karna hai.ye aapko left side me miljayega jese hi aap use click karenge aapki samne bahotse folder dikhai denge jinme se hame Wp-users select karna hai.
Wp-users folder me hame wordpress me rajister kiye Gaye sare users or unke password or sath hi Sath e-mails bhi miljate hai.iske sath hi admin ki details bhi change karsakte hai.
4. phpMyAdmin में wp-users के अंदर पासवर्ड रिसेट/बदलने का तरीका
Yaha par password Ko normally MD5 hashtag form me dalna padta hai.ise ham simple words me yaha nahi dal sakte.to iske liye hame kya karna hoga.
Iske lie aapko is address par MD5 Hash Generator par Jana hai or Apne password Ko enter karna hai. Hashtag form ke liye generate par click karlena hai.jese hi aap generate par click karenge aapko password ke lieMD5 hash generate ho jayenge.ab aapko inhe copy karlena hai or jaha password ka box hai vaha ise post karlena hai.
Finally is last tarike se aapka problem 100% solve ho jayega. Kyunki WordPress password reset karne ke liye ye sabse best method hai
दोस्तों आपको हमारा पोस्ट कैसा लगा कमेंट करके जरूर बताना और इस पोस्ट को अपने दोस्तों के साथ शेयर जरूर करे।
Wordpress ka password kaise badle/reset kare? Simple Methods | how to change WordPress password in hindi. | By guru techtalk
Reviewed by gk_plus_knowledge
on
21 July
Rating:
No comments: